hindi oral vocab yatra Flashcards
arrival
आगंतकु
away from megacities’ chaos
महानगर क आपाधापी से
दरू
destination
gantavya sthal
traffic/jam/crowded jam
jamavda
yatra phrase prakrtik nazare
prakritik nazaron ka lutf uthana na bhoolein
yatra phrase thoughtlessness and carelessness
bedhayani aur laparvahi se har jagah bache
very beatiful place phrase
chaar chand/shoba badhana/ dekhne vale mano svapnalok mein hi vicharand kar rahe hon
people come from all parts of the world to see this place
log duniya ke kone kone se is jagah ko dekhne ke liye jate hein.
benefits of travel
- ke bahut fayde hain,
yatra karne se ham apni tez raftar mein chalti hui zindagi se door hokar yatra par jaker apna tanav se chutkara paa sakte hein. iske sath sath, yatra karne se hum duniya ke alag alag jagaon ke bare mein seekh sakte hein jese ki vahan ke sthaniya logon ki sanskriti, vyahvar aur shauk, jisse hum jagah ko aur srah sekte hein - shahar v mahanager ki chilchilati dhoop aur tanavgrasth jeevanshali se chutkari pane ke liye ham yatra karne jate hain
no travel boring phrase
yatra aur manoranjan ke bina jindagi neeras v shushk ban jata hai
travel personal experience
europe ki yatra: france aur italy ka safar kiya apne rishtedaron ke sath, jisse hamne keval mauj masti aur payatan hi nahin kiya parantu hamare beech ka aapsi sambandh aur bhi majboot ho gaya.
ending phrase for enjoying ur trip
ant mein, main kahna chahoongi ki hamme apni yatra ka pora lutf uthakar mauj-masti karni chahiya, kyonki beeta hua samay kabhi vapas nahin aata .
sach hi kaha gaya hai ki…
yatra ek safar nahin, balki ek anubhav hai jisme naye log, naye drishya aur nayi kahaniyan hamare saath chalti hain kyonki har yatra ek anmol gyan ki khoj hai.