hindi oral vocab rural-urban area Flashcards
1
Q
basic services
A
bunyadi suvidhaein
2
Q
differences in urban and rural
A
- shahari jeevan mein sabh bunyadi suvidhayaein aasani se uplabdh hai lekin grameend jeevan mein esee suvidhai ya tho uplabh hee nahin hai ya uske liya bahut mehnat karni parti hai. isse, gaavvasi parishram ka mahatv samajhte hain jo ek bahut moolyavan gund hai
- shahar mein bahut pradooshan hota hai kyoonki ek jagah se doosri jagah jane ke liye log yatayat ke saadhan jesen gadiyon ka upyog kartein hein jo pradooshan felati hai. gauv mein bahut hareeyali aur ped paudhein lagaye jaate hain kyonki ped paddhe hamare vatavarnad ko svach karte hain aur hamme swatch vaayu ki suvidha deti hai.
3
Q
ending bold statement
A
- sankshep mein, main kahna chahoongi ki shahri jeevan aur grameend jeevan mein bahut saare antar hain, lekin in antaroon ke bawajood, hamara desh ek hi dhara par basa hua hai, jahan shahri aur grameen jeevan ka mel milaap ek sampann aur samriddh samaj ki disha mein badal sakta hai.”