Bhadra Pad Maah Flashcards
Badi tij kab mnaai jati h or is ko or kis naamo se jana jata h
Bhadrapd k 3 or is budhi tij, satudi tij, kajli tij bhi kehte h
Badi tij me kya kya hota h
- Is din patni ane patinke liye vrat krti h is liye is din suryodey se pehle alpaahar leti h jise dhamoli kehte h
- Bundi me kajli tij ka mhotsav hota k jisme kanjar jaati ki ladkiya chakri or fundi nratya krti h
- Is din sattu ke laddu bnaaye jate h
Ub chat kab maannai jaati h or ise or kis naam se jana jata h
Ye bahdpad k 6 ke din mnaai jati h
Or ise hal sasti bhi kehte h
Ub chat ke din kya kya hota h
- A vivahit ladikya yogya ver ( husband ) ke liye sandhiya kal me khadi ho jaati h or chand dikhne tak khadi ki khadi rehti h
- Is din balram ji ka janam utsav manaya jata h
- Kisan is din hal ki pooja karte h
Krishna janam aastmi kab mnaai jati h
Bhadra pad k 8 ko
Krishna janam aastmi ke din kya kya hota h
Is din shree krishna ka janam utsaav manaya jata h
Or is din panjiri prashad ka vitran kiya jata h ( soof aajvine dhniya gee skker )
Sakker baba pir ka ura kab or kha lagta h or is urs ki kya visesta h
Ye bhadpad k 8 janam aastmi ke din lagta h ye narhad jhunjhunu me lagta h
Ek maatra esa urs jo vikram sanvat ke annusaar lagta h
Sakker baba pir ke upnaam
Bagad ka dhnai or narhad pir
Krishna mela kab lagta h or kha lagta h
Ye mela bhadpad k 8 ya janamaastmi ke din lagta h or ye mela kama dig me lagta h
Shree nath ji mela kab or kha lagta h
Ye mela bhadpad k 8 ya janamaastmi ke din lagta h or ye mela nathdwara rajsamand me lagta h
Mangliya meha ji ka mela kab or kha lagta h
Bhadpad k 8 janamaastmi ko lagta h or bapini falodi me lagta h
Goga navmi kab mnaai jati h
Bhadrapad k 9 ke din
Goga ji ka janam lha or kab hua
Inka janam bhadra pad k 8 me hua or dadreva churu me hua
Goga ji ka dharmik mela kha lagta h
Dadreva me
Goga navmi ke din kya kiya jata h
Kisan is din hal ko goga ji ki 9 gaath vali rakhdi bandhta h jise goga rakhdi kehta h