Aaswin Maah Flashcards
Sanjhi poojan oe sraad kab maanye jate h
Bhadra pad purnima se shuru hote h or ashwin amavasya tak
Sanjhi poojan ya sraad kitne din tal chalte h
16
Saanjhi kiska pratik h or kis se bnaai jati h
Saanjhi maa parvati ka pratik h or
Ye gaaye ke gobar or mitti se bnaai jati h
Saanjhi chitran ke liye konsa sthan prasiddh h
Haadoti
Kele ke patto pr sanjhi kha ki prasiddh h
Nathdwara rajsamand
Paani me saanjhi kha ki prasidh h
Udaipur
Saanjhi mandir kis mandir ko kehte h pr kha sthit h
Matseyendra naath ji udaipur
Saanjhi poojan kis liye kiya jata h
Yogya ver ke liye
Sraadiya navratra kab aate h or kab tak chalte h or is or kis naam se jana jata h
Aaswin shukla 1 se ashwin sukal 9 tak
Pr ise choti navratra ke naam se jana jata h
Sraadiya navratra lha ki prasiddh he or konsa nratya kiya jata h
Ye gujrat ki prasidh h or isme dandiya or garba nratya kiya jata h
Jaswant pasu mela kab se kab tak lagta h pr kha lagta h
Aaswin shukla 5 se aaswain sukla 14 tak lagta h or bharatpur melagta h
Aaye ko drasti se rajya ka sabse bada pasu mela
Jaswant pasu mela
Durga aastmi / hoomaastmi kab mnaai jati h va kya hota h
Aaswin sukla 8 ke din va is din maa durga ki vises puja ki jati h or ghero me sukh saamti ke liya yagya or hawan kiye jate h
Deshera / vijaydashmi kab mnaai jati h
Aaswin shukla 10 ko
Marwar me khejaldi ped ki pooja kab ki jati h
Deshera / vijay dashmi ( aaswin shukla 10 )