urdu Flashcards
pakistam kab vojod me aia
14 august unniso sntali (1947)
pakistan ke bani ka nam bata ye
muhammad ali jinnah (kayde azam)
pakistan ka tosavar kis ne dia
alama iqbal
- dikter og forfatter
- hadde ide av å lage ett land for muslimer og fortalte ideen til kaide azam
pakistan ke subon ke nam bataye
- panjab
-balochistan - khaibar pakhtunkwa
- sindh
in sobon me kon kon si zbane boli jati hain
- punjab = punjabi
- sindh = sindhi
- balochistan = balochi
- khaybar pakhtunkwa = pashto
pakistan ke daryaon ke nam bataye
- jhelum
- chinab
- ravi
- satloj
- dare sindh
kya pakistan ki hadood me koi samandar hai
aik samandar
pakiatan ke samandar ke sath kon kon se shehr hain
karachi
jiwani
gawadar
pakistan ke sath wala samandar ka nam
bahira arab
pakistan ki abadi kitni hai
chobis karor se zyada
pakistan ke sadar makam ka nam bataye
islamabad, før var den karachi
sobon ke sadar makam
punjab - lahore
sindh- karachi
balochistan - quetta
khaberpakhtunkwa - peshawar
aj kal pakistan ka sadar kon hai?
dr arif alvi
pakistan ka vazire azam?
anwar kakar arzi
urdu zaban ka haroof kitne hai (bokstaver i alfabet)
senthis (37)