Kaksiya Gati Flashcards
Kalshiya gati ko or kis naam se jana jata h
Praibharaman gati ya varsik gati
Kalshiya gati ka aakar
Dirghvrataakar
Kakshiya gati ki servapratham khoj kisne ki
Coparnikas
Kalshiya gati ki gati
29.8 km/h
Kalshiya gati ki avdhi
365d 5h 48m 46sec
Kalshiya gati ke kya prabhav hote h
Rituo me parivartan
Din va raat chota v bada
Surya ka uttariyan or dakshinayan
Kark relha va markar relha ka nirdharan
Kark relha or markar relha kha sthit h
23 1/2°
Upsoor kya h va duri thiti va prabhav
Prithwi ki surya se sabse najdiki sthiti
Duri 14.70 crore km
Thiti 3 jan
Uttari golard me cold 7% kum
Dkhahini golard me garmi 7% jyada
Apsoor kya h , duri , thiti va prabhav
Prithwi ki sirya se sabse duur avastha
15.20 crore km
Thiti 4 july
Uttari golard me 7% garmi kum
Dkhshini golard me 7% cold adhik
Sijigi kya h
Surya prithwi va chandrama ka ek shdhi relha me (180°) hona
Surya grahan kya hota h va kab hota h
Surya ka kala hona ya chupna jab surya or prithwi ke bich chandrama aa jaaye
:- ye amavasya ke din hota h
Yuti or viyuti kya h
Yuti yani surya grahan
Viyuti yani chandra grahan
Usha kaal or godhuli kya h va sabe adhik or kum kha hoti h
Usha kaal :- suryooday se pehle hone vali roshni
Godhuli:- suryaast se pehle hone vala andher sabse kum bhimadhya relha or sabse adhik dhruv pr