Hi Voca Flashcards
पेट
pet stomach noun (masculine) मुझे पेट दर्द है| mujhe peT dard hai. I have a stomach ache. मैंने बहुत खाया और अब मेरा पेट दर्द कर रहा है| maine bahut khaayaa aur aab meraa peT dard kar rahaa hai. I ate too much, and now my stomach hurts. पेट का मॉडल peT kaa maudal model of a stomach
मज़ेदार
mazeDaar
funny
adjective
वह मज़ेदार आदमी बिना पतलून के नाच रहा है|
waha majedaar admi bina patloon ke nach raha hai
The funny man is dancing without pants.
वह पुरुष कुच्छ मज़ेदार बात पर हस रहें हैं|
waha purush kucch majedaar baat par has rahen hain
The men are laughing at something funny.
मज़ेदार कार्यक्रम देखना
majedaar karyakram dhekhanaa
watch a funny show
मज़ेदार चित्रपट
majedaar chitrapat
funny movie
काग़ज़
kaagaz paper noun (masculine) कागज पर गोंद लगाना| kaagaj par gond lagaana Apply glue to the paper. कागज का टुकड़ा kaagaj kaa TukaDaa piece of paper कागज और पेन्सिल kaagaj aur pencil paper and pencil
जीभ
jiibh tongue noun (feminine) जीभ एक मांस पेशी होती है| jeebh ek maansh peshee hotee hai The tongue is a muscle. वह अपनी जीभ से नाक को छू सकता है| waha apanee jeebh se naak ko choo sakataa hai He can touch his nose with his tongue. बड़ी जीभ baDee jeebh big tongue
दायाँ मोड़
Daayaan mod
right turn
phrase
जब आप कोर्नर पर पहुँचेंगे तब दायें मुड़ जाना|
jab aap kornar par pahoonchenge tab daayen muD jaanaa
When you get to the corner, make a right turn.
प्रखर दायाँ मोड़
prakhar daaayan moD
sharp right turn
ड्रेस
dreS dress noun (feminine) वह ड्रेस प्रदर्शन पर है| waha dres pradarshan par hai. The dress is on display. जामुनी रंग का ड्रेस jaamunee rang kaa dres purple dress शादी का ड्रेस shaadee kaa dres wedding dress
चश्मा
casmaa
eyeglasses
noun (masculine)
शल्य चिकित्सा के कारण चश्मा पहले की तरह आम नहीं है|
shailya chikitsaa ke kaaraN chashmaa pahale kee tarah aam nahee hai.
Eyeglasses are not as common as they used to be because of surgeries.
निर्देश के अनुसार चश्मा
nirdesh ke anusaar chasmaa
prescription eyeglasses
किताबों की अलमारी
kiTaabon kii aLamaarii
bookshelf
noun (feminine)
वह किताबों की अलमारी भरी हुई है|
waha kitabon kee alamaaree bharee huee hai.
The bookshelf is full of books.
उसने किताबें रखने के लिए किताबों की अलमारी खरीदी|
usane kitaben rakhane ke liye kitabon kee alamaareekharidee.
He bought a bookshelf to put his books on.
टाई
taaii tie noun (masculine) शर्ट और टाई में आदमी खड़ा है| sharT aur TaaI mei aadmi khadaa hai The man in the shirt and tie is standing. सूट और टाई suT aur TaaI suit and tie पैटर्न नेकटाई paitarn nekTaaI pattern necktie
कुर्सी
kurSii
chair
noun (feminine)
जब आप एक आराम कुर्सी पर बैठे होते हो तब पढ़ाई करना आसान होता है|
jab aap ek aaraam kursee par baithe hote ho tab paDhaaI karanaa aasaanaa hotaa hai
It is easier to study when you are sitting in a comfortable chair.
भूरे रंग की चमड़े की कुर्सी
bhure rang kee chamDe kee kursee
brown leather chair
पंखा
pankhaa
fan
noun (masculine)
जब मैंने पंखा चालू किया तब कमरे भर में मेरे सारे कागज़ उड़ गए|
jab maine pankhaa chaaloo kiyaa tab kamare bhar mei mere saare kaagaz uD gaye
When I turned on the fan, my papers blew all over the room.
बिजली का पंखा
bijalee kaa pankhaa
electric fan
पलक
palak eyelid noun (masculine) पलक और बरौनी palak aur baraunee eyelid and eyelash बंद पलकें band palaken closed eyelids
पैसे
paiSe money noun (masculine) वस्तुओं और सेवाओं की कीमत चुकाने के लिए पैसे का उपयोग किया जाता है| vastuon aur sevaaon kee kimat chukaane ke liye paise kaa upayog kiyaa jaataa hai. Money is used as payment for goods and services. वह आदमी पैसे चुका रहा है| waha aadmee paise chukaa rahaa hai The man is paying money. कागज़ के पैसे kaagaz ke paise paper money वस्तु के लिए पैसे देना vastu ke liye paise denaa pay money for goods पैसे खर्च करना paise kharch karanaa spend money यू एस के कागज़ के पैसे yu es ke kaagaz ke paise US paper money बटवे के अंदर पैसे baTave ke andar paise wallet with money inside
मौसम
mauSam weather noun (masculine) दोपहर में मौसम में बदलाव आयेगा| daupahar mei mausam mei badlaav aayegaa. In the afternoon, the weather will change. वह परिवार साफ मौसम का आनंद उठा रहा है| waha parivaar saaf mausam kaa aanand uthaa rahaa hai. The family is enjoying the fine weather. आज का मौसम गरम है और कभी कभी बादल छा रहे है| aaj kaa mausam garam hai aur kabhee kabhee baadal cha rahen hain. Today's weather is sunny with occasional clouds. साप्ताहिक मौसम का समाचार saaptahik mausam kaa samaachaar weekly weather report मौसम की सूचना mausam kee suchanaa weather bulletin मौसम का समाचार देखना mausam kaa samaachaar dekhanaa check the weather report
भूनना
bhunnaa
fry
verb
वह रसोईया एक फ्राइंग पैन के साथ एक अंडा भुनता है|
waha rasoIyaa ek praaIng pain ke saath ek andaa bhunataa hai
The cook fries an egg with a frying pan.
उस रसोइये ने एक फ्राइंग पैन के साथ एक अंडा भुना|
us rasoIye ne ek fraaing pain ke saath ek andaa bhunaa
The cook fried an egg with a frying pan.
वह रसोईया एक फ्राइंग पैन के साथ एक अंडा भून रहा है|
waha rasoIyaa ek fraaing pain ke saath ek andaa bhun rahaa hai
The cook is frying an egg with a frying pan.
उस रसोइये ने एक अंडा भुना|
us rasoiye ne ek anDaa bhunaa
The cook fried an egg.
वह रसोईया एक अंडा भून रहा है|
waha rasoIyaa ek andaa bhun rahaa hai
The cook is frying an egg.
वह रसोईया एक अंडा भुनता है|
waha rasoIyaa ek andaa bhunataa hai
The cook fries an egg.
एक फ्राइंग पैन के साथ एक अंडा भूनना
ek fraaing pain ke saath ek andaa bhunanaa
fry an egg with a frying pan
एक अंडा भूनना
ek andaa bhunanaa
fry an egg