Genrell Flashcards
Pakistan kab wjood mein aya?
14 august 1947
Pakistan ke bani ka nam btaye
Qaid E Azam Muhammad Ali Jinnah
Pakistan ka tasawr kis ne kiya tha?
Allama Iqbal
Pakistan ke sobon ke naam
Punjab, sindh, balochistan, khyber pakhtunkhwa
In sobon main kon si zbaan boli jati hai
Punjab - punjabi, sindh-sindhi, kpk- pashto, balochistan-balochi
Qaumi zabaan
Urdu
darjaon ke naam
chenab, darjae sind, jhelum, ravi, satlooj
Pakistan ke hadod main koi samandar hain?
ji
is samandr ka naam kiya hai?
Bahira arab
is samandr ke saahil ke saath shei
Gwadr, jiwani, karachi
Abadi kitni hai?
chobis karor, 240 mill
sdr mqam
islamabad, pehle karachi
sobon ka sdr mqam
Lahore-punjab, peshawar-kpk, quetta- balochistan, karachi-sindh
sdr kon hai
dr arif alvi
wazire azam
anwaar ul haq kakar