Allama Iqbal Flashcards
Kab peda hue?
9 November 1877
Pura naam?
Shayar Doctor Sir Muhammad Iqbal (R.A)
Un ka naam “Allama” Iqbal kiun tha?
Kiun ke woh Aalam the
Un ke Walid ka keye Naam tha?
Sheikh Noor Muhammad
Un ka kya Kaam tha kaha?
Un a Chhota Karobar Sialkot me tha
Bare Bete Ka kaya Naam tha?
Atta Muhammad
Atta Muhammad Un se Kitne Bare the?
17-18 Saal
War with Britian when?
1858
Allama Iqbal Konse Askool Jate the?
Mission school
Un Ke pehle Ustad kon the?
Molwi Meer Hassan Shah
Allama Iqbal Ziada Konsi Zuban Mein Sheer Parhte the?
Farsi
Us Wakat ke Mashhoor Shayar ka Kia naam tha?
Daag Dhalwai
Unhon ne Daag Dhalwai ko Apne Nazam Kiun bheji
Islah Ke lie
Unhe ne Pehle Konse Imtehan mein Azaz Hasil ki
Entrance exam
Unhon ne Kolij me Konse Isbak me Lyakat Hasil ki?
Arbi aur Farsi