6-nature Flashcards
There are green leaves on the tree.
PeD_ par haree patteeyan hain.
पेड़ पर हरी पत्तियाँ हैैं ।
There is a big tree in front of the house.
Ghar ke saamne ek baD_aa peD_ hai.
घर के सामने एक बड़ा पेड़ हैै ।
There are purple flowers on the plant.
Poudhae par baingnee fool hain.
पौधे पर बैंगनी फूल हैं ।
Pink flower will come out of bud.
Kalee may se gulabee fool aayegaa.
कली में से गुलाबी फूल आएगा ।
There is big seed in the fruit.
Fal may baD_aa beej hai.
फल में बड़ा बीज हैै ।
Green grass is looking good.
Haree ghaas aachhee lag rahee hai.
हरी घास अच्छी लग रही है ।
Put some soil in the pot.
Gamlae may kuch mittee daloo.
गमले में कुछ मिट्टी डालो ।
A bird is sitting on the branch.
Daal par chidiyaa baithee hai.
डाल पर चिड़िया बैठी है ।
A bunch of grapes is on the vine.
Bel par angoor ka guchchhaa hai.
बेल पर अंगूर का गुच्छा है ।
I am playing in the yard.
Main aangan may khel rahaa hoon.
मैं आँगन में खेल रहा हूँ ।