Chapter 6 - English to Urdu Flashcards
after
ke bād

angry; upset
nārāz

any; some (adj); someone (noun)
koī

to ask
pūchnā

bad
xarāb

because
kyõki

because of
kī vajah se

bed
palaṅg (m)

before
ke / se pahle

behind
ke pīche

beloved, sweetheart
sājan (m)

building
imārat (f)

chair
kursī (f)

clock, watch
ghaṛī (f)

to explain, to cause to understand
samjhānā

fault, blemish
xarābī (f)

for the sake of, for, in order to
ke lie

friendship
dostī (f)

fruit seller
phal vālā yā phal vālī (m/f)

garden
bāg (m)

heat, hot weather
garmī (f)

in front of, across, facing
ke sāmne / ke āge

inside
ke andar

king
rājā

life, soul; sweetheart; energy
jān (f)

Mahabharata – Indian epic
mahābhārat

market, bazaar
bāzār (m)

to meet
milnā

near
ke nazdīk / ke qarīb / ke pās

news
xabar (f)

now
ab

on top of
par / ke ūpar

post office
ḍāk xānā (m)

reason
vajah (f)

regarding
ke bāre mẽ

to say, to speak
kahnā

to sleep
sonā

test, trial, examination
imtihān (m)

therefore
is lie

time
vaqt (m)

under
ke nīce

who?
kaun

window
khiṛkī (f)

with (in company of)
ke sāth

for what reason?, why?
kis lie (kyõ)
