Basic Verb Forms Flashcards
Iqbal eats roti.
iqbāl roṭī khātā hai.
Present Habitual
Iqbal used to eat roti.
iqbāl roṭī khātā thā.
Past Habitual
Iqbal probably eats roti.
iqbāl roṭī khātā hogā.
Presumptive Habitual
Iqbal might eat roti.
śāyad iqbāl roṭī khātā ho.
Subjunctive Habitual
Iqbal is eating roti.
iqbāl roṭī khā rahā hai.
Present Progressive
Iqbal was eating roti.
iqbāl roṭī khā rahā thā.
Past Progressive
Iqbal will/must be eating roti.
iqbāl roṭī khā rahā hogā.
Future/Presumptive Progressive
Iqbal might be eating roti.
śāyad iqbāl roṭī khā rahā ho.
Subjunctive Progressive
Iqbal will eat roti.
iqbāl roṭī khāegā.
Future
Iqbal may eat roti.
śāyad iqbāl roṭī khāe.
Subjunctive
Iqbal ate roti.
iqbāl ne roṭī khāī.
Perfect
Iqbal has eaten roti.
iqbāl ne roṭī khāī hai.
Present Perfect
Iqbal had eaten roti.
iqbāl ne roṭī khāī thī.
Past Perfect
Iqbal will/must have eaten roti.
iqbāl ne roṭī khāī hogī.
Future/Presumptive Perfect
Iqbal might have eaten roti.
śāyad iqbāl ne roṭī khāī ho.
Subjunctive Perfect