KALIBANGA Flashcards
kaalibanga kahaan sthit hai?
Rajasthan ke Hanumangarh jile mei vartamaan mein Ghagghar nadi ke tat par sthit hai.
Kin vilupt nadiyon ke kinaare par Kaalibanga basaa hua tha?
Saraswati va Dwashwati
Kalibanga ka shabdik arth kya hai?
Kaale rang kee choodiyan
Kaalibanga kee khoj kisne kee
Amlaanand Ghosh (1952)
Kaalibanga ka utkhanan kab va kiske dwara kiya gaya?
1961 mein Brijwasi Lal dwara
Kaalibanga se kya kya vastuein praapt huyi hain?
Havan kund, Hal ke nishaan, alankrit eenton ke saakshya mile hain
Tatha lakdi se nirmit naliyaan ek matra yahaan se prapt huyi hain
alankrit eenton se nirmit farsh ka avshesh kahan se prapt hua hai
Kaalibanga se
Jute hue khet ke saakshya kahaan se prapt hue hain?
Kaalibanga se {Praak Sindhu sabhyataa: ek saath do fasalein ugaane ka saakshya}
Kaalibanga sabhyata mein safaai ki vyavastha hetu kya avshesh praapt hote hain?
Makanon, sadkon kee naaliyan tatha koodedaan safaai vyavastha ki jaankaari avgat karaate hain